Step by step
7 stepsVideo dekhein aur yeh steps apni shop par follow karein.
- 1
Products mein Oil Filter ka stock dekhein.
- 2
Ek item wapas aaya; stock 45 se 46 ho gaya.
- 3
Ali Auto Workshop ka customer Ledger kholein.
- 4
Sale 1950 aur return credit 650 dekhein.
- 5
Customer ka baqi balance ab 1300 hai.
- 6
Trial Balance mein return ki tareekh select karein.
- 7
Cash nahi badla; inventory 70400 aur due 1300 hai.
Shuru karne se pehle
Video ki screen ka access aur relevant records tayyar rakhein. Sale se pehle products aur available stock check karein.
Video mein sample shop aur amounts hain. Apni date, branch aur records verify karein.
Is recording ki zaroori baatein
- Receipt/payment ki invoice allocation aur cash-register effects apne ledger se verify karein.
Yeh lesson complete kar liya?
Result check karein, phir agle lesson par jayein.